Poetry SMS On Mohabbat By Muhsin Naqvi

Woh dil ki baten zamany bhar ko nah yon sunata mujy btata

Woh aik dafa to meri mohabbat ko azmata mujhy btata

Zamany walon ko kya pari hai sunen jo hal-e-dil kisi ka

Magr meri to yeh aarzoo thi mujhy bolata mujhy sunata

 

Sad Urdu Ghazal On Aarzoo

woh dil kee batainMujhy khabar hai keh chupky chupky andhery usko nigal rahy hein

Mn uski raton mein apny dil ka dia jlata mujhy btata

Sitam kia hai Mohsin us ne jo shehr chora hai khamshi se

Main uski khatir yeh sari dunia chor jata mujhy btata

Leave a Reply