Poem Jo Hamen Bhula Den Ge Mein Unhen Bhula Don Ga

Jo Hamen Bhula Den Ge Main Unhe Bhula Don Ga
Sab Garor Un Ka Main Khak Mein Mila Don Ga
Dekhta Hon Sab Shakalen Sun Raha Hon Sab Baten
Sab Hisab Un Ka Main Eik Din Chuka Don Ga
Roshni Dikah Don Ga Un Andher Nakro Mein
Ek Hawa ziyaoun Ki Char So Chala Don Ga

Sad and Romantic Urdu Poetry

Leave a Reply