Piyar ka pehla khat
Dar lagta hai
Jany kiyon aisa hota hai
Jesy jism ke har hisy mein
Dil rakha hai
Aor is dil ki dharkan sy bhi
Ji darta hai
Khat ka pehla harf likha hai
Aor is harf ko likhny mein bhi
Kai ghanton ka waqt laga hay
Piyar ka pehla khat likhta hai
Ji drta hay
Romantic Poetry On Dharkan
Khat ko paa kar
Nah jany woh kya sochy ga?
Kya likhy ga?
Dar lagta ha
Us ko to har haal mein choonkeh
Haan kehna ha?
Dar lgta hay